aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko baandh lu main in zulfon se
tham lu main yeh pal meri palkon se
ho jashna aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
naseebon mein jaane likha aur kya - 2
hain kismat mein apni chupa aur kya
yeh fikre khudaai tu chod ke
apni tamannao ko rang de
iske siva jeena hai aur kya
jam gaya so gaya woh kal bhul ke
aaj ki maauj mein chala jhool ke
ho jashn kaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
sitaaron ko bhi aaj roko zara - 2
ho chanda ko bhi aaj toko zara
saji hai dilo ki mehfil yahaan
kashti yahi hain saahil yahaan
paayi mohabbat ne manzil yahaan
umra bhar yu chale yeh shaam toh bhi kya
zindagi aaj ho tamam toh bhi kya
ho jashna aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko baandh lu main in zulfon se
thaam lu main yeh pal meri palkon se
ho jashn aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
Latest
Movie Lyrics
I see You
Movie Lyrics
Starring Arjun
Rampal, Vipasha Agarwal and Chunky Pandey.
Just
Married
Movie Lyrics
Starring Esha Deol,
Fardeen Khan and Satish Shah.
Anwar
Movie Lyrics
Starring Manisha Koirala, Rajpal Yadav and Vijay Raaz.
Salaam-E-Ishq
Movie Lyrics
Starring Starring
Anil Kapoor, Salman Khan and John
Abraham.
Kabul Express
Movie Lyrics
Starring John Abraham, Arshad Warsi and Linda Arsenio.