Chori Chori Tu Dil Ko Chura Le Gayi
Band Aankhon Se Neende Uda Le Gayi
Chori Chori Tu Dil Ko Chura Le Gayi
Band Aankhon Se Neende Uda Le Gayi
Jaadoogarni Hai Tu Ya Hai Koi Bala
Jaadoogarni Hai Tu Ya Hai Koi Bala
Haay Zor Na Dil Pe Chala
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Haske Tu Milti Hain Har Mulaaqat Mein
Baat Yeh Jaayegi Pyaar Ki Baat Par
Ab Tere Khwaabon Mein Roz Aaonga Main
In Haseen Aankhon Mein Doob Jaaonga Main
Aa Ja Mit Jaane De Ab To Yeh Faasla
Haay Zor Na Dil Pe Chala
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Har Ada Bolti Hain Gungunaati Hui
Har Nazar Uthti Hain Muskuraati Hui
Haal-e-Dil Apno Se Yun Chhupate Nahin
Dil Mein Jo Rehte Hain Dil Jalate Nahin
Jaane Kya Rang Laaye Apna Yeh Silsila
Haay Zor Na Dil Pe Chala
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Chori Chori Tu Dil Ko Chura Le Gayi
Band Aankhon Se Neende Uda Le Gayi
Jaadoogarni Hai Tu Ya Hai Koi Bala
Haay Zor Na Dil Pe Chala
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Na Jaane Mera Kya Hoga
Deewana Main To Ho Gaya
Latest
Movie Lyrics
I see You
Movie Lyrics
Starring Arjun
Rampal, Vipasha Agarwal and Chunky Pandey.
Just
Married
Movie Lyrics
Starring Esha Deol,
Fardeen Khan and Satish Shah.
Anwar
Movie Lyrics
Starring Manisha Koirala, Rajpal Yadav and Vijay Raaz.
Salaam-E-Ishq
Movie Lyrics
Starring Starring
Anil Kapoor, Salman Khan and John
Abraham.
Kabul Express
Movie Lyrics
Starring John Abraham, Arshad Warsi and Linda Arsenio.